Kar Leta Hu Bardasht Har Dard Isi Aas Ke Sath,
Ki khuda Noor bhi barsata hai azmaish ke saath
Kaun yeh kehta hai khuda nazar nhi aata,
wahi toh nazar aata hai jab kuch nazar nhi aata
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle,
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai
Josh-e Jawani main hum lakhon gunah kar baithe Iqbal
hum ko maloom na tha khuda ko manane ki umar hi jawaani hai…
Tere Azad Bando ki na ye Duniya na woh Duniya Iqbal
Yaha Marne ki Pabandi Waha jeene ki Pabandi