Na rakh ummed-e-wafa kisi parinde se iqbal – Lessons by Allama Iqbal

Hum Ne Mohabbat Ke Nashe Mein Aa Kar Use Khuda Bana Dala,
Hosh Tab Aaya Jab Us Ne Kaha Ke Khuda Kisi Ek Ka Nahi Hota!

Na rakh ummed-e-wafa kisi parinde se iqbal,
Jab par nikal aate hai toh apna aashiyana bhool jate hain

Taskeen Na Ho Jis Mein Woh Raaz Badal Dalo
Jo Raaz Na Rakh Paye Humraaz Badal Dalo

Log pathar maarne aaey toh woh bhi saath the jinke gunah kabhi hum apne sar liye karte the

kitni ajeeb hai gunahoo ki justuju iqbal
namz bhi jaldi mein padhte hai firh se gunah karne ke liye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *