Soney Do Agar Wo So Rha hai
ghulami ki neend mein ho sakta hai woh khuwab azadi ke dekh raha ho
Apnay Kirdar Pe Daal Kar Parda Iqbal
Har Shakhs Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai
Yun Toh Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho
Tum Sab Hi Kuch Ho, Batao Toh Musalman Bhi Ho
Na Dhoond Khuda Ko Zameen Wa Aasmaan Ki Gardesh Mein
Agar Woh Tere Dil Mein Nahi To Phir Tere Liye Kahin Bhi Nahi
Dil paak nhi toh paak ho sakta nhi insaan,
Warna iblees ko bhi aate the wudhu ke faraiz bahot
Na tu zameen ke liye, na aasmaan ke liye
Jahan hai tere liye, tu nhi jahan ke liye
kisi ki galtiyon ko beniqaab na karo,
khuda baitha hai tum hisaab na karo