Tanha na raha mai,
Tere bin bhi,
Teri Yaadon ne mujhe,
Tere Paas hi rakha.
Du hai ye Duniyaa,
Shayari ho jaae..
Lafz mere ho,
Awaaz teri jo jaae..
Meri raaton ki neend chura jaata hai,
Chhod akela mujhko tanhaai me,
Bedard maze ki neend so jaara hai..
Tujhse wafa ki chahat ne,
Hame bewafaa bana diya.
Bahut sasta tha izhaar mera,
Bahut mehga tha inkaar tera,
Jism ne to chod diya hai aas,
Par rooh kar rahi intezaar tera..
Itni wafadaari na kar kisi se yun madhoosh ho kar,
ye duniya waake ek khata k badle me saari wafae bhula dete hai..
Hazaaro khawaish aisi k,
Har khawaish pe dum nikle,
Bahut nikle mere armaan,
Lekin fir bhi kam nikle…
Mohabbat ki talaash me nikle ho ‘tum’ are O Ghalib…
Mohabbat khud use talaash karti hai Ghalib, Jise barbaad karna ho…
Gum ne hasne na diya…
Zamaane ne rone na diya..
Is uljhan ne chain se jeene na diya…
Thak k jab sitaaro se panah li….
Neend aai to Teri jaado ne sone na diya…
Khushi takdeero me honi chahiye…
Tasveero me to har koi khush nazar aata hai…
Mujhe mitti k ghar banane ka shauk tha..
Use aashiyaane jalane ka shauk tha…
Wo bewafa tha isme hairat ki baat kya thi…
Mujhe bhi bewafa se dil lagane ka shauk tha…
Guzar gaya ye daur bhi ‘Ghalib’…
Jara itmenaan to rakh..
Jab khushi na thehri to..
‘Gum’ ki kya aukaat hai….
Ek ajeeb sa manzar nazar aata hai,
Har ek aansu samandar nazar aata hai,
Kaha rakhu mai sheeshe sa dil apna,
Har kisi k haath me paththar nazar aata hai..
Umar bhar ye bhool karta raha ‘Ghalib’..
Dhool aaine pe thi aur chehra saaf karta raha…
Wo mile bhi to khuda k darbaar me ‘Ghalib’,
Ab tu hi bata Mohabbat karte ya Ibadat…