Mil gaye hai zamaane waale sabhi ek dusre sey,
Sabi ne milkr mujh akele ko maara hain,
Kahi tu b ho na jaana bewafa sabhi ki tarah,
Aey mere dost is dil koo bass tera hi sahaara hain!
Itne swaal the mere paas ki meri umar se simat na sake,
Jitne jawaab the tere paas sabhi teri ek nigah me aa gaye!
Ye Dil Woh Nagar Nahi Jo Fir Aabad Ho Sake,
Suno Pachhtaaoge Tum Yeh Basti Ujaad Ke!
Suno Pachhtaaoge Tum Yeh Basti Ujaad Ke!
Zikar-e-Sehar Abhee Toh Dosto Hain Door Ki Baat,
Dekhte Jao Abhi Toh Badee Udaas Hain Raat!
Dekhte Jao Abhi Toh Badee Udaas Hain Raat!
Abhi Unki Mohabbat K Kuchh Nishaan Baaki Hai,
Naam Toh Labb Par Hain Par Jaan Baaki Hain,
Kya Hua Agar Wo Dekh Kar Apna Muh Pher Lete Hai,
Ye Tassalli Toh Hain Ki Unhe Hamaari Pehchaan Baaki Hain!
Naam Toh Labb Par Hain Par Jaan Baaki Hain,
Kya Hua Agar Wo Dekh Kar Apna Muh Pher Lete Hai,
Ye Tassalli Toh Hain Ki Unhe Hamaari Pehchaan Baaki Hain!
In Aasuon Ko Apni Palkoh Tak Laaya NaKaro,
Apne Dil Ki Baat Kissi Ko Bataaya Na Karo,
Mutthi Me Namak Liye Ghoomte Hai Log,
Zakham Yeh Dil Ke Kisi Ko Dikhaaya Na Karo!
Apne Dil Ki Baat Kissi Ko Bataaya Na Karo,
Mutthi Me Namak Liye Ghoomte Hai Log,
Zakham Yeh Dil Ke Kisi Ko Dikhaaya Na Karo!