Mat muskurao itna ki,
Phoolo ko khabar lag jaye,
Ke wo kare taaref tumhari,
Chand se haseen hai chandni,
Chandni se haseen hai Raat,
Raat se haseen hai chand,
Aur chand se haseen hai aap.
Aapke deedar ko nikal aaye hai taare,
Aapki khushboo se chha gayi hai bahare,
Aapke saath dikhte hai kuch aise nazare,
Ki chhup chhup k chand bhi bas aaphi ko nihare.
Puchho mere dil se tumhe paigam likhta hu,
Saath gujri baate tamam likhta hoon,
Diwani ho jati hain wo kalam bhi,
Jis kalam se tumhara naam likhta hoon.
Nigahen aapki pehchan hai hamari,
Muskurahat aapki shaan hai hamari,
Khyal rakhna apna kyon ki saanse aapki,
Jaan hai hamari.
Ek ada aapke dil churane ki,
Ek ada aapke dil me bus jane ki,
Chehra apka chand sa aur,
Ek zid hamari chand pane ki.
Gussey Mein Jo Nikhraa Hai,
Iss Roop Ka Kya Kehnaa,
Kuch Dair Abhi Mujh Se,
Tum Youn Hi Khafaa Rehna.
Kuch nasha apki baton ka hai,
Kuch nasha dheemi barsat ka hai,
Hamein aap yunhi sharabi mat kahiyae,
Yeh dil par asar aapke mulaqat ka hai