Suna Hai Aaj Kal Wo Pareshan Rehta Hai, Usse Kehna Be-Fikar Main Bhi Nahi Hu. Suna Hai Wo Raaton Ko Jaga Karta Hai Usse Kehna Soti Main Bhi Nahi Hu. Suna Hai Wo Chhup Chhup Ke Rota Hai Usse Kehna Hansti Main Bhi Nahi Hoon. Suna Hai Wo Mujhe Yaad Bahut Karta Hai, Usse Kehna
Ab Bhi Taaza Hai Zakhm Seene Mein, Bin Tere Kya Rakha Hai Jeene Mein, Hum To Zinda Hain Tera Sath Paane Ko, Warna Dair Kitni Lagti Hai Zaher Peene Mein
Mana Ke Pyar Kisi Ka Mere Paas Nahi, Mgr Tumhein Meri Muhabbat Ka Ehsaas Nhi, Jane Pe Gaye Hum Kitne Ghum E Aansu, Ab Kuch Or Pane Ki Pyass Nhi…
Kahin Aah Ban Ke Lab Per Tera Naam Aa Na Jaye, Tujhe Bewafa Kahoon Mein, Woh Maqaam Aa Na Jaye, Jisey Sun Ke Toot Jaye Mera Aarzu Bhara Dil, Teri Anjuman Se Mujh Ko Woh Peyaam Aa Na Jaye, Woh Jo Manzilon Per Laa Kar Kisi Hamsafar Ko Lootain, Unhi Rehzanon Mein Tera Kahin Naam
Yun Saja Chaand Ki Chalka Tere Andaaz Ka Rang Yun Fazaa Mehaki Ki Badla Mere Humaraaz Kaa Rang Saya-E-Chashm Mein Hairaan Rukh-E-Raushan Ka Jamaal Surkhi-E-Lab Pe Pareshaan Teri Aawaaz Ka Rang Bepiye Hon Ki Agar Lutf Karo Aakhir-E-Shab Sheesha-E-May Mein Dhale Subah Ke Aagaaz Ka Rang Chango-Nay Rang Pe The Apane Lahoo Ke Dam Se